Description
3 saal se isi office mein aa-ja raha tha, lekin office ke bilkul piche itni beautiful Hidden Lake hai, ye mujhe pata hi nahi tha! 😱🌿
Office ke traffic aur keyboard ki kat-kat se sirf 2 minute door… aur saamne peaceful lake, greenery aur thandi hawa! ❤️
Part 1 mein sirf door se glimpse dikhaya tha, lekin is baar main khud lake ke bilkul kinare tak pahunch gaya.
Aapke office ya ghar ke paas bhi koi aisi Hidden Place hai? Comment mein zaroor batao! 👇
#HiddenLake #HiddenGem #Nashik #NashikTourism #TravelShorts #YouTubeShorts
