Description
I've always loved the music of the '70s, so i thought why not recreate that sound where you can hear that era in today's time. Hence, 'Sooni Sooni Raat' came into being. Crafted with immense love, recorded with live instruments with real musicians, I hope I'm somewhat successful in taking my listeners on a journey to that era of music with me. ❤️🎵
Artist: Sajjad Ali
Lyrics & Composition: Sajjad Ali
String Section: Javed Saab & Team
Flute: Sajid Ali
Tabla: Daadu Khan
Guitars & Bass: Aamir Azhar (Labba)
Sitar: Waqas Hussain
Live Recording Engineer: Mohammad Ahsan
Studio Recording: Shabi Ali
Mixed, Mastered and Produced at Sajjad Ali Studios.
Streaming on all platforms.
*All rights reserved*
Spotify 🎧 sptfy.bio/soonisooniraat
Insta https://www.instagram.com/thesajjadali/?hl=en
FB https://www.facebook.com/SAJJADALIOFFICIAL/
TikTok https://www.tiktok.com/@thesajjad.ali
Lyrics:
Sooni sooni raat jiya ra maane na
Sooni sooni raat jiya ra maane na
Akhiyon mein raat tehaari
Jaise koi laaj ki maari
Ho….
Sooni sooni raat jiya ra maane na…
Chaand ka diya aankhon mein raha
Neend mujhe raas nahi
Chaand ka diya aankhon mein raha
Neend mujhe raas nahi
Beete hue din aur beeti hui raatein
Koi mere paas nahi
Bhooli hui baat jiya raa maane na
Sooni Sooni raat jiya raa maane na…
Kaise mein chaloon kaise main rukoon
Tu jo mere saath nahi
Tere bin soyee bin tere jaagi
Aisi koi raat nahi…
Ho….
Ab ki barsaat jiya raa maane na
Sooni Sooni raat jiya raa maane na…
Akhiyon mein raat tehaari
Jaise koi laaj ki maari
Ho….
Sooni sooni raat jiya ra maane na…
[End]
