Description
Relive the timeless melody of Jaane Kya Baat Hai from Sunny, beautifully sung by the legendary Lata Mangeshkar. Composed by R.D. Burman with lyrics by Anand Bakshi, this evergreen romantic song captures the emotions of love, longing and nostalgia.
#jaanekyabaathai #sunny #latamangeshkar #rdburman #anandbakshi #sunnydeol #amritasingh #audiolyrical #oldhindisongs #evergreensongs #bollywoodsongs #oldisgold #hindisongs #romanticsongs #classicbollywood
Credits
Song: Jaane Kya Baat Hai
Movie: Sunny
Singer: Lata Mangeshkar
Music Composer: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Starring: Sunny Deol, Amrita Singh
Lyrics of Jaane Kya Baat Hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
nind nahi aati badi lambi rat hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
nind nahi aati badi lambi rat hai
sari sari rat mujhe isne jagaya
sari sari rat mujhe isne jagaya
jaise koi sapna, jaise koi saya
koi nahi lagta hai koi mere sath hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
nind nahi aati badi lambi rat hai
dhak-dhak kabhi se jiya dol raha hai
dhak-dhak kabhi se jiya dol raha hai
ghunghat abhi se mera khol raha hai
dur abhi to piya ki mulakat hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
nind nahi aati badi lambi rat hai
jab jab dekhu mai ye chand sitare
jab jab dekhu mai ye chand sitare
aisa lagta hai mujhe laz ke mare
jaise koi doli, jaise barat hai
jane kya bat hai, jane kya bat hai
nind nahi aati badi lambi rat hai
