Description
#Kumar Vishwas #ApneApneRam #VibhishanGita #RamKatha
जब सामने परेशानियाँ बहुत बड़ी हों और हमारे पास साधन कम हों, तो मन में डर और शंका आना स्वाभाविक है। ठीक यही विभीषण के साथ हुआ जब उन्होंने रावण को बड़े रथ पर और प्रभु श्रीराम को नंगे पाँव देखा। तब राम जी ने समझाया कि असली लड़ाई साधनों से नहीं, अपने स्वभाव और गुणों से जीती जाती है।
'अपने-अपने राम' के इस सत्र में 'विभीषण गीता' पर संवाद
Jab saamne pareshaniyan bahut badi hon aur hamare paas sadhan kam hon, toh mann mein darr aur shanka aana swabhavik hai. Theek yahi Vibhishan ke saath hua jab unhone Ravan ko bade rath par aur Prabhu Shri Ram ko nange paanv dekha. Tab Ram ji ne samjhaya ki asli ladai sadhano se nahi, apne swabhav aur guno se jeeti jaati hai.
'Apne-Apne Ram' ke is satra mein 'Vibhishan Gita' par samvad.
Follow us on :-
YouTube :- http://youtube.com/KumarVishwas
Facebook :- https://www.facebook.com/KumarVishwas
Twitter :- https://twitter.com/DrKumarVishwas
Instagram :- https://www.instagram.com/KumarVishwas
Subscribe To Our Other YouTube Channels:-
Apne Apne Ram : https://www.youtube.com/@ApneApneRamOfficial
The KV Studio : https://www.youtube.com/@TheKVStudio
Apne Apne Shyam : https://www.youtube.com/@ApneApneShyamOfficial
