खुजली की गलत दवा मत लगाओ! ❌ फंगल इन्फेक्शन और स्केबीज की सही पहचान।

Dr. TYAGI HEALTH TIPS Video 2 months ago

Description

About this video:
Doston, is video mein hum baat karenge Fungal Infection aur Scabies ke bare mein. Aksar log in dono diseases mein confuse ho jate hain aur galat treatment lene lagte hain.
​Maine is video mein bataya hai:
​Fungal infection aur Scabies ke Symptoms mein kya antar hai?
​Inki pehchan (Identification) kaise karein?
​Treatment ke waqt log kaun si Big Mistakes karte hain?
​Agar aapki khujli theek nahi ho rahi, to shayad aap galat dawa use kar rahe hain. Is video ko poora dekhein aur sahi jankari paayein!