How to Make Perfume At Home | घर पर इत्र कैसे बनाए | DIY 100% Organic Homemade Natural Perfeme

DIY AtoZ Guide 6 years ago

Descripción

Namaskar Dosto 🙏
Aaj Me Apko Bataunga Ki Aap Apne Ghar Pe Ashani Se इत्र Kaise Bana Sakte Hai.

Bajar Me Jo इत्र Milta hai Usmese Jyadatar इत्र Chemichal Process se 2-3 Ghanto Me Taiyar Kiya Jata Hai(AS PER DEMAND)

Dusri Process se इत्र Banae to Usme Ek din Jitna Samay Lag Jata Hai Jisme Aag(Fire) Lagake इत्र Ko Ubalke Taiyar Kiya Jata Hai ... Jisme Bahut Air Pollution Hota Hai.

Aur Me Jo Apko Trick Batane vala hu Usme Aap sirf 2 Minute Ki Mehnat Karke 2 Din Bad 100% Organic Aur Natural Tarike Se Ghar Par इत्र Bana Sakte Hai. To Video Ko End Tak Dekhe.

Asha Karta Hu Video Apko Pasand Aai Hogi. Agar Pasand aai Ho to Like Aur Share Karna Mat Bhulana. Aur Pasand Na aae to Dislike Karna, Taki Me Aur Mahenat karke Apke Liye Acche video Bana Saku.

Thanks

#इत्रबनानेकातरीका #Howtomakeperfume #DIYperfume