Description
Chawal ke sirf 7 daane lekar kiya jane wala ek asaan aur mashhoor wazifa jo log naukri, qarz se nijat, rizq mein barkat aur har jaiz hajat ke liye karte hain.
Yeh amal sirf Allah par yaqeen, sachi niyat aur tawajjoh ke sath kiya jata hai.
Video ko end tak dekhein aur agar faida mand lage to doosron tak zaroor share karein.
Islamic Teacher ki janib se ek mukhtasir magar sochne par majboor kar dene wala paighaam.