Description
5 Days School & 3 Days College! 🇺🇸 USA Education System
America mein high school ke students school ke saath college bhi ja sakte hain! Running Start jaise programs mein college classes lekar credits milte hain — high school diploma ke saath college ki padhai bhi aage badhti hai, jisse time aur paisa dono bachte hain. Aapko ye system kaisa laga? Comments mein batayein!
#education #usa #college #school #highschool